Alvida Alvida Mahe Ramzan Lyrics

 

Alvida Alvida Mahe Ramzan Lyrics in Urdu download

Alwada Alwada Mahe Ramzan

Qalb-e-Aashiq Hain Ab Para Para:

Alwada Alwada Mahe Ramazan.

Tere Aaney Se Dil Khush Huwa Tha:

Aur Zoak-e-lbadat Badha Tha,

Aahh Ab Dil Pe Hain Ghum Ka Galba,

Alwada Alwada Mahe-e-Ramazan.

Naikiyan Kuch Na Hum Kar Sakain Hain,

Aah Issiya He Main Din Katain Hain,

Haaye Gaflat Main Tujh Ko Guzara,

Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Koi Husn-e-Amal Na Kar Sakaa Hoo,

Chand Ansoo Nazar Kar Raha Hoo,

Yehi Hai Mera Kul Asasaaa,

Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Jub Guzar Jayenge Mah Giyara,

Teri Aamad Ka Aamad ka Phir Shoor Hoga,

Kiya Meri Zindagi Ka Bharosa,

Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Bazm Iftar Sajti Thi Thi Kaisi:

Khood Sehri Ki Ronak Bhi Hotee,

Sub Sama Hogaya Suna Suna,

Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Yaad Ramzan Ki Tarpa Rahee Hai,

Aansoo Ki Jarhee Lag Gayee Hain,

Keh Raha Hai Har Aik Qatra,

Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Tere Diwane Sub Ke Sub Ro Rahe Hain:

Muztarib Sub Ke Sub Ho Rahe Hain,

Kaun Dega Inhe Ab Dilasa,

Alwada Alwada Mahe Ramzan.

Sag-e-ATTAR, Badkar, Qahil,

Rah Gaya Yeh Ibadat Se Gaafil,

Is Se khush Hoke Hona Rawana:

Hum Sub Se Khush Hoke Hona Rawana

ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN,

ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN.

Aae Musalman Tho Zinda Rahoge,

Is Mahiney Ko Phir Dekh Looge,

Kiya Teri Zindagi Ka Bharoosaaa,

Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Saal-e-Ainda Shah-e-Haram Turn,

Kama Hum Sub Par Yeh Karam Turn,

Turn Madiney Mai Ramadan Dikhana,

Turn Madiney Mai Ramadan Dikhana,

Turn Madiney Mai Ramadan Dikhana,(AAMEEN)

Alwada Alwada Mah-e-Ramadan.

Waasta Tujh Ko Meethey Nabi Ka,

Hashr Mai Humko Mat Bhool Jana,

Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana,

Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana,(Aameen)

Alwada Alwada Mah-e-Ramadan.

Turn Pe Lakhoo Salam Mah-e-Ramzan,

Turn Pe Lakhoo Salam Mah-e-Gufran,

Jao Hafiz Khuda Ab Tumhara,

Alwada Alwada Mah-e-Ramadan.

ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN,

ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Poetry of Allama Iqbal In Urdu | Iqbal shayari Collection for muslims

Poetry of Allama Iqbal In Urdu | Iqbal shayari Collection for muslims

Welcome to Donpk. Com, here we have latest collection of Allama…
Oily SKin Care Tips in Urdu And English for Men and Women

Oily SKin Care Tips in Urdu And English for Men and Women

Sebaceous gland produces oil of the skin and skin becomes oily if these glands produce more…
Hair Care Tips at Home| How to Get Our Natural shiny Hairs

Hair Care Tips at Home| How to Get Our Natural shiny Hairs

Hair Care Tips There are some problems that cause hair falling. If someone is blond and beautiful…
Islamic Shab e Barat Mubarak 2024 Images-Pictures-Pics- Wallpapers

Islamic Shab e Barat Mubarak 2024 Images-Pictures-Pics- Wallpapers

Islamic Beautiful Wallpapers Collection on donpk.com. Here…