Na Jane Kahan Kho Jaun Ga
Tum Lakh Pukarøgay Mujh Kø
Par Løt k Main Na Aaun Ga
Jb Ghar Se Bahir Galiøn K Køno Pe Tanha Behtøgay
Jb Aate Jaate Chehrøn Main
Tum Chehra Mera Na Paøgay
Thak Har K Din K Kamø Se
Jb Raat Kø Søne Jaogay
Dakhogay Jb Phøne Ko Pagham Mera Na Paøgay
Tab Yad Tumhain Main Aaunga
Par Løt K Main Na Aaunga
Ek Roz Yeh Rishta Chøøttega
Dil Itna Zayada Toötega
Phir Koi Na Hum Se Røøthega
Phir Main Na Ankhein Khølunga
0r Tum Se Kabhi Na Bølunga
Akhir us Din Tum Sub Rø Dø Gay
Jis Din Tum Apna Døst Khø Dø Gay..”
Sheher JamaL Ke Khas O Kha-Shaak Ho Gae
Ab Aaye Ho Jab Aag Hai Hum Khaak Ho Gae
Hum Se Farog-E-Khaak Na Zebaii Aab Kii
Ka’ee Kii Tarah Tohmat-E-Poshak Ho Gae
Peerahan-E-Saba Tu Kisi Tor SiL Gaya
Daman-E-Sad Bahaar Magar Chaak Ho Gae
Aey Abr-E-Khas! Hum Pe Ab Barasne Ka KhayaL
JaL Kar Tere Firaak Me Jab Raakh Ho Gae
Qaim Thay Apne Ahad Pe Yeh Deedah Haaye Ghum
Kia Yaad Aa Gaya Hai Keh Nam-Naak Ho Gae
Ab Tak Junoo’n Hii Apna Asasa Raha Gar
Tujh Se MiLe Sahib-E-Adraak Ho Gae
Khushbu Toh Ban Na Paaye So Kuch Hum Se Be-Hunar
Aey Mauj-E-Saba Tere Pe-Chaak Ho Gae . . . */
Hounto Pe Hunsi Dekh Li Dil k Ander Nahe Dekha,
Aap Ne Mere Gahmoo ka Samounder Nahe Dekha,
Kitne khoub Sourat H ye Duniya ye Dekha h Aap Ne,
JE JE k Marney Waloh ka Manzer Nahe Dekha,
SHeeSHAY ka Makaan Tu Ne Bana to Liya H Dost,
Laiken waqt k Hath ka Pahter Nahe Dekha,
Rishtow k Totney ka Dard Tum Kiya Janow,
Wo Lamha Tum Ne Kabe Jee Kar Nahe Dekha,
Bahtkey Roshni ki Talash Mein Nahjane Kaha Kaha,
Afsoos k Apne RooH k Ander Nahe Dekha,