Islamic Hadith (Hadees) SMS in Urdu | Islamic Quotes Text messages

Photo of author

By Fayyaz Sidhu

Islamic hadith is one of the most important sources of Islamic law. Hadees in Hindi is an Arabic word meaning “tradition”, while SMS in English stands for short message service. They are both used to convey information or stories, but there are some differences between them. we are sharing here Islamic Hadith (Hadees) SMS in Urdu and best Islamic Quotes Text messages for you.

The tradition of Islamic hadith is a textual tradition, while SMS texts are written with alphabets. Islam states that texting is Halal. Islamic Hadith (Hadees) SMS in Urdu are sent via text messages. This article discusses the rules for Muslim people who send and receive these texts, as well as the benefits of having these texts. With the availability of smartphones, many people around the world are able to use this form of communication to stay connected with family and friends.

Some Muslims believe that the Prophet Muhammad (PBUH) said that reading and memorizing hadith can help one live an excellent life. Islamic SMS text messages in Urdu provide a way to share these teachings with friends and family through short, inspirational verses. They can also encourage people to use their mobile phones for more than just making phone calls—i.e., for seeking knowledge. New Islamic SMS messages, Hadees in Urdu Hindi English

Islamic Hadith (Hadees) SMS in Urdu & Best Islamic Quotes Text messages

Islamic SMSSMS in Urdu

1 Musalman dosry Musalman ka bhai hay wo na tu us par zulm karta hay na (mushkil halaat main) usy beyar o madadgar chorta hay

Urdu hadees-e-nabvi sms

Kisi Musalman ko jaiz nai k wo kisi Musalman ko khofzada kary ” (ABU DAUD V4 P391 H5004)

Urdu sahibukhari sms

Jo shakhs apny (Musalman) bhai k kam ata rehta hay Allah usky kam main (madad karta) rehta hay ” (BUKHARI V2 P862 )

Hadith of the Day Islamic SMS

Jis nay Meri Sunnat say mohabat ki us nay Mujh say mohabat ki or jis nay Mujh say mohabat ki wo Jannat main Mere sath hoga (IBNE ASAKIR V9 P343)

Islamic SMS Messages,Free Islamic Messages

Insan B Kitna KHUD GHARZ Hy Jab Kisi Ko PASAND Karta Hy To Uski BURAIYAN Bhol Jata Hy OR Jab Kisi Se NAFRAT Karta Hy To Uski ACHAIYAN Bhol Jata Hy

Ramazan Dua SMS

10th Rozy ki Dua… Ay mery Prvrdigar hm Imaan laye,jis kay baa’is tu hmen bakhsh day or tu sb Reham krny walo se behtar Reham krny wala hai, Ay mery Malik aj Rehmat k ashray ka akhri din hy bus ,tu hmen apni Rehmat se mehroom na kryna Ameen…

Urdu namaz sms, latest namaz sms collection

Jis Ne Apni Namazon Ki Fiqr Chordi

Allah Ne Uski Fiqr Chordi

Allah Us Shaks Ko Abad Krta He

Jo Hades-E-Nabwi Sun kar Dosro Ko Pohnchai

Islamic Quotes About Life

hadees pak mai aya hai ke kabhi kisi ka dil mat dukhao, kyounke Dil mai Khuda rehta hai.

Don’t break the hearts of others especially your friends

IsLamic Quotes & Sayings

hadees pak mai aya hai ke kabhi kisi ka dil mat dukhao, kyounke Dil mai Khuda rehta hai.

Don’t break the hearts of others especially your friends.

Sahih Muslim Shareef Urdu Islamic SMS

Hazrate Abu Hurairah (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Ek Baar Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Sahaba Se Farmaya –

‘Kya Tum Jante Ho Diwaliya Aur Muflis Kaun Hai?’

Sahaba Ne Arz Kiya Ki – ‘Hamare Yahan Tou Diwaliya Usse Maana Jata Hai Jiske Paas Na Ek Dirham Ho Aur Na Tou Koi Saamaan!’

Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya – “Meri Ummat Ka Muflis Wo Hai Jo Qayamat Ke Din Apni Roza, Namaz Aur Zakaat Ko Saath Lekar Hazir Hoga, Magar Uske Sath Wo Log Bhi Hazir Honge, Jin Me Se Kisi Ko Usney Duniya Me Gaali Di Hogi,

Kisi Par Jhoota Ilzaam Lagaya Hoga,

Kisi Ka Maal Maar Khaya Hoga,

Kisi Ka Khoon Kar Dia Hoga,

Kisi Ko NaaHaq Mara-Peeta Hoga!

Tou Unn Tamaam Mazloomo Me Uss Aadmi Ki Nekiyan Baanti Jaane Lagengi, Aur Agar Baant’te-Baant’te Nekiyan Khatm Ho Jaayengi Magar Usney Jin Logo Pe Zulm Ki Hai Abhi Unkey Haq Baaki Reh Gaye Honge,

Tou Unn Sataaye Huye Logo Ke Gunaah Iss Aadmi Ke Hisaab Khate Me Daal Diye Jaaynge Aur Fir Isey Jahannam Me Phenk Dia Jayega.

(Muslim Sharif Kitab-32, Hadees-6251)

Bukhari Hadees In Urdu

Nabi-E-Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya:

Jo Shaksh Meri Ita’at Karega Woh Jannat Me Dakhil Hoga

(Bukhari Sharif)

ISLAMIC HADEES SMS IN URDU

Haya Aur Khamoshi Imaan Ki Do Shakhayen Hai Aur

Fahash Goi(Gandi Bat) Aur Zyada Bolna Nifaaq Ki Do Shakhayen Hai.

(Abu Dawood)

Islamic Hadith Text Sms Messages in Urdu

Maa-Baap Ka Naam Lekar Pukarna Aur Aurat Ne Shohar Ka Naam

Lekar Pukarna Maqrooh Hai. Ye Adab Ke Khilaf Hai.

(Bahar-e-Shariat)

Categories SMS

Leave a Comment